Bollywood dialogues 1
Life is a race … if you don’t run fast … you will be like a broken undaa
Aal izz well … Aal izz well
Main toh aapko yeh padha raha tha ki, padhate kaise hai
Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein … jitni hum chhod diya karte the paimane mein
Vijay Dinanath Chauhan … poora naam
Hum jaha khade ho jaate hai line wahin se shuru hoti hai
Dushman se agar fayda ho … toh usko apna dost banalo
Exam toh bahut hote hai, baap mostly ek hi hota hai
Hoshyari, tarkieb aur dokha … teeno mil jaaye toh log usse jadoo samajhte hai
Bhabhi hogi teri aur shaadi hogi meri
Shakal se to bidi ke kharkhane ka mazdoor lagta hai … saala choosa hua aam
Kaise sign karon yaar … meri pen toh tu le gayi
Yeh aap idhar idhar kya dekh rahe hain … udhar idhar dekhiye, udhar idhar
Kiss ho nahin paati yaar … kyun ki naak beech me aa jaati hai
Mohe toh wohi chori pasand aavegi, joh mori mai ko pasand aavegi
Aap purush hi nahi … mahapurush hai!
Do dost ek pyale mein chai piyenge … isse dosti badti hai
College di gate de is taraf hum life ko nachate hai … te duji taraf life humko nachati hai
Kaash mein oon ka gola hota … aur unki ungliyon mein lipta hota
Bhagwan se baat kare ka communication system ye gola ka … total lul ho chuka hai
Aap ki aankhen meri taxi ki headlight ki tarah hai memsaab
Aaj tak aapne hamari wafaadari dekhi thi … ab hamara krodh dekhiye
Yeh kaunsa tha jaam joh tune pila diya … is sirphere ka sara system hila diya
Iyaan toh bolte kuch hai aur matbal kuch aur nikalta hai
Joh chauka udte huye jai … usse chakka kehte hai
Ek pair past mein hai teh ek pair future mein hai … tabhi toh hum aaj pe moot rahe hain
Hilna nahin, hilna nahin … nahin toh hila ke rakh doonga
Gyan toh gyan hota hai … chahe woh zabaani ho ya likhit
Joh darr gaya so mandir gaya
Mera aaj mera kal, mere din mere pal … sirf tumhare dum se hai
Hum bahut hi confusiya gaya hoon
Main apne mulk ko apna ghar samajhta hoon
Aaise tukur tukur ka dekhat ho?
Humra gola par log jhoot nahi bolta hai
Abhe oh ujhdi hui riyasat ke lutte huye sultan
Milte hi nazarein dil milaya nahi jaata … aagaaz ko anjaam banaya nahi jaata
Mujhe achchi filmein bilkul pasand nahin
Earth ki toh lul hi baji hui hai
Perfection ko improve karna mushkil hota hai
Aaj Pooja, kal koi dooja
Arre woh sharaabi ko aye-khuda maut aajaye … joh chhodke tujhe paimana mooh ko lagaye
Judai ka gham jitna hoga … milan ka mazaa utna hi zyada hoga
Arre yeh theater hai ki koyle ki bhatti … aye fan chalu kar reh
Apna toh seedha hisaab hai … pati toh pati, varna rakhi ready
Tu jaanta nahi hai apun ko … yeh area mein apun world famous hai … world famous
EmoticonEmoticon