Tags

Bollywood dialogues 2

Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein … jitni hum chhod diya karte the paimane mein
Vijay Dinanath Chauhan … poora naam
Hum jaha khade ho jaate hai line wahin se shuru hoti hai
Dushman se agar fayda ho … toh usko apna dost banalo

Don ka intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai
Main aaj bhi phenke hue paise nahin uthata
I can talk english, I can walk english, I can laugh english … because english is a very funny language
Amitabh Bachchan dialogues
Rishtey mein to hum tumhare baap hote hai … naam hai Shahenshah
Tumhare bagair toh hum sirf jee rahe the … dil ne dhadakna toh uss din shuru kiya jis din aap hum mein mili
Jisne pee nahi whiskey … kismat phoot gayi uski
Izzat darr se nahi … mohabbat se jeeti jaati hai
Don ko pakadna mushkil hi nahin … namumkin hai
Zindagi pyar dene aur pyar lene ka naam hai … aur kuch nahi
Aaj khush to bahut hoge tum?
Tumhara naam kya hai Basanti?
Anand mara nahi, Anand marte nahi
Mazdoor ka paseena sookhne se pehle, uski mazdoori mil jani chahiye janaab
Badhon ka gussa badhon ka pyar hota hai

 

Waqt pe pahunchneka apna purana aadat hai
Jahil ki baaton ka jawaab … khamoshi hota hai
Mooche ho to Nathulalji jaise ho … varna na ho
Main maroonga to bullet se hi maroonga … BP ya sugar se nahi
Aapka kanoon kisi insaan ko ek hi jurm ke liye do baar sazaa nahi de sakta
Samundar mein tairne waale … kuon aur talaabon mein dupkiyan nahi lagaya karte
Keh diya na … bas keh diya!
Tere haath mein maut ka samaan hai toh … mere seene pe khuda ka naam hai
Maa baap zindagi ke pedh ki jadh hai
Tofha dene waale ki neeyat dekhi jaati hai … tofhe ki keemat nahi dekhi jaati
Inki taarif kya karen … yeh toh sarr se paun tak taarif hi taarif hai
Vaade aksar toot jaate hai … koshishien kamyab ho jaati hai
Sharaabi ko sharaabi nahi toh kya pujari kahoge … gehun ko gehun nahi toh kya jwari kahoge
Mere dil ka woh hissa … kambakht mera kab tha
Maanta hoon ki zindagi ki taqat maut se zyada bhadi hai … lekin yeh zindagi kya maut se bhattar nahi
Pehli baar … ek hi baar aata hai
Aaj shaam che bajhe maut ke saath apna appointment hai
Mere zakhm jaldi nahin bharte
Mere haath lohe ki zanjeer se nahi … dosti ke dhaage se banda hai
Aaj tak tum bolte aaye aur main sunta aaya … aaj main bolonga aur tum sunoge
Don zakhmi hai toh kya … phir bhi Don hai
Upar waala bhookha jagata zaroor hai … lekin bhookha sulata nahi
Na maut aati hai, na tum aati ho … par Zohra Bai tum bahut achcha gaati ho
Hamari zindagi ka tambu teen bambuon pe khada hua hai … shayari, sharaab aur aap
Pehle main akela tha … aur ab bilkul akela hoon
Ek baar maarna shuru karta hoon … toh maar hi deta hoon
Daag daaman pe nahin … dil pe liya hai maine
Sawaal agar khud jawaab ho … toh sawaal, sawaal nahi rehta


EmoticonEmoticon